Posts

Showing posts from September, 2023

आज हक नहीं है

  हम कल भी तुझसे प्यार करते थे, हम आज भी तुझसे प्यार करते हैं बस फर्क इतना है कि कल हक था आज हक नहीं है ।

Ishq wafa bhi hai ishq jafa bhi hai

  Ishq wafa bhi hai ishq jafa bhi hai Ishq bande ke dil me Khuda bhi hai Ishq aazmaish hai ishq zaibaish hai Ishq kisi dil me basne ki farmaish bhi hai Ishq mehfill bhi hai aur tanhayi bhi Ishq me guum koi shaidayi bhi hai Ishq haasil bhi hai ishq muhsil bhi hai Ishq me doob jaaye unka katil bhi hai